Reference book for Mahdavia practices of Namaz, Roza and other Islamic topics related to day-to-day worship.
Transliteration by: Syed Yaqoob Shafi Mehdi
Musaddiqaan-‐e-‐ Hazrat Imamuna Meeran Syed Muhammed jaunpuri Mehdi-‐e-‐maud Khalifatullah Khatim-‐e-‐Vilayat-‐e-‐Mohammedi Muradullah S.A.S par wazeh ho ke daarul-‐isha-‐at kutub Sulf Us Saleheen
Jamee’at-‐e-‐Mahdavia ke sabiq sarparast is raqim al-‐huruf ke Walid-‐e-‐majid Peer O Murshid Maulana Miyan Syed DIlawar urf Gorey Miyan Sahab RH ne baaz bradaraan-‐e-‐Deeni ki khwahesh par taqreeban 40 saal qabl Ek Namaz ka risala mausoom ba “Salatul-‐Muqallideen” Hz.Miyan Syed Zainul-‐Abedeen RH nabeera Hz.Mujtahed-‐e-grohRH ki mollifa kitab Harz-‐al-‐Musallin ki aik fasl ka tarjuma kar ke mai-‐hawwashi mufeeda (zaruri batein nishan kar ke) taleef farmaya tha, Jo do dafa panch panch sau (yani...
Translated by: Shaik Chand Sajid Sahab
This book is a must for learning the fundamentals of practice in Qaum-e-Mahdavia.
Note: This book was originally formatted for online publishing by the Team of KhalifatullahMehdi.info from where it was downloaded.
Famous book regarding Namaz, Roza and other religious topics which are important in our daily life.
Huzoor Mahdi Alaihis Salam ne farmaya ke Quran ki ayat 'Qul Hazihi Sabeeli....' (Surah Yusuf, 12:108) mein jo 'Man' hai wo aap hi ki zaat hai. Is Ayat ki tafseeli guftagu is kitab me ki gayi hai.
Gujarat se Deccan mein Mahdavi Buzurgon ki aamad ka tarikhi pas manzar.
Translated By: Hazrat Syed Ziaullah Yadullahi
A short booklet explaining about the farziyet of Dugana Lailatul Qadr.
Dugana Lailatul Qadr ke barey mein qoumi kutub mein har dour mein mazameen shaya huwe hain. Is kitab mein 33 mazameen murattib kiye gaye hain. Is ke alawa 13 nazmein bhi is kitab mein darj hain.
Lailatul Qadr ka Dugana ki farziat ke barey mein.
Ek Momin Mahdavi ke guzar jane ke baad jo af'al us ki rooh to sawab pahunchaney ke liye kiye jate hain un ki tafseel is kitab mein hai. Maslan, ziyarat, shir-e-shakr, bhati, oud, jumerat ka meetha, choutha, daswan, beeswan, chehlem, urus.
Equality between Prophet Muhammad SLM and Imam Mahdi AS
Bandagi Miyan Shah Nizam RZ ki sawaneh.