Use search below to filter the books further

Showing 1-12 of 15 Books
30 Farameen-e-Mahdi MauoodAS -Roman

Hazrat Imamuna Mahdi Mauood Alaihis ke 30 Farameen Roman Urdu Mein.

PDF Beginners TheImamMehdi Team
$0
Bagh-E-Zia -Roman Urdu

Iss Kitab Ko Tehreer Karne Ka Ahem Maksad Buzurgan-E-Deen Ki Zindagi Se Logon Ko Aagah Karwana
Hai. Iss Kitab Ko Urdu In Roman Script Mein Tehreer Kiya Gaya Hai Take Aane Wale Naujawanane Islam Ko Ziyada Se Ziyada Buzurgan-E-Deen Ki Zindagi Ke Bare Mein Pata Chal Sake. Kis Tarha Unhone Shariyat Par Amal Kar Apne Gharon Se Hijrat Karte Hue Bahut Si Takleefon Ka Saamna Kiya Aur Deen-E-Islam Ko Failane Aur Mahedaviyat Ki Talimat Ko Logon Tak Pahunchane Mein Apni Zindagiyon Ko Qurban Tak Kardiya.

Yahan Tak Ke Apni Ahem Tareen Chizeen Jaise Apna Maal, Apna Waqt Apni Aal...

PDF Beginners, Later Era Works Aneesmehdi Karekazi
$0
Chirag-e-Deen-e-MahdiAS – Roman Urdu

Transliteration by: Syed Yaqoob Shafi Mehdi

Musaddiqaan-­‐e-­‐ Hazrat Imamuna Meeran Syed Muhammed jaunpuri Mehdi-­‐e-­‐maud Khalifatullah Khatim-­‐e-­‐Vilayat-­‐e-­‐Mohammedi Muradullah S.A.S par wazeh ho ke daarul-­‐isha-­‐at kutub Sulf Us Saleheen
Jamee’at-­‐e-­‐Mahdavia ke sabiq sarparast is raqim al-­‐huruf ke Walid-­‐e-­‐majid Peer O Murshid Maulana Miyan Syed DIlawar urf Gorey Miyan Sahab RH ne baaz bradaraan-­‐e-­‐Deeni ki khwahesh par taqreeban 40 saal qabl Ek Namaz ka risala mausoom ba “Salatul-­‐Muqallideen” Hz.Miyan Syed Zainul-­‐Abedeen RH nabeera Hz.Mujtahed-­‐e-grohRH ki mollifa kitab Harz-­‐al-­‐Musallin ki aik fasl ka tarjuma kar ke mai-­‐hawwashi mufeeda (zaruri batein nishan kar ke) taleef farmaya tha, Jo do dafa panch panch sau (yani...

PDF Beginners, Later Era Works Hazrat Syed Khuda Bakhash Rushdi
$0
Dugana Lailatul Qadr Niyyat &...

Dugana Lailatul Qadr ki Niyyat Aur Dua Urdu aur Roman English Mein

PDF General Mahdaviat Ain-ul-Islam
$0
Hudood-e-Daira – Roman Urdu

“Hudood-e-daira-e-mehdavia” mein ba-nisbat ehkaam ke aamal-e-sahaba zyada sarahat se bayan kiye gaye hain, agar sharah aqhida aur iske saath saath hudood-e-daira jo ke uswa-e-sahaba Rz ka ayna khana hai padhi jaye toh mazhab-e-mehdavia ke ehkaam wo aian aur sahaba Rz ke aqlaaq wo amal se acchi waqifiyat ho sakti hai aur yahi Maqsood hai is kitab ki tahreer se, iske alawa doosri gharz yeh hai ke ghair mazahib ke log bhi is kitab ko dekhen aur malum karein ke “ mazhab-e-mehdavia apne andar kya shaan rakhta hai” aur iske pairau ke aqlaaq wo aamal kis aala paye ke hain. Teesri...

PDF Advanced Hazrat Syed Qutbuddin urf Khoob Miyan Sahab Palanpuri(RH)
$0
Majalis-e-Khamsa – Roman Urdu

A series of debates that took place in the court of Emperor Akbar between Hz Shaik Mustafa Gujarati(RH) and the Ulama of the court. The debates were documented by the author Hz Shaik Mustafa Gujarati(RH) himself.

PDF Early Era Works, General Bandagi Miyan Hz Shaik Mustafa Gujarati(RH)
$0
Moulood Shareef – Roman Urdu

Hazrat Imam Mahdi Alaihis Salam ki pehli sawaneh.

Roman Urdu mein.

PDF Biography, Early Era Works Bandagi Miyan Shah Abdur Rahman(RZ)
$0