Naqliyat-e Mahdi Alaihis Salam ki qadeem kitab jo sahaba ke daur me naqal ki gayi.
Musaddiqan-e-Hazrat Syed Muhammad Imam Mahdi-e-Mau’ood Aakhir-uz-Zaman Khalifatur-Rahman Khatim-e-Vilayat-e-Muhammad SAS se Iltemas hai ke:-
Jamae-ul-manqool Hazrat Bandagi Miyan Wali RA Jaleelul-Qadr Tabaee hain. Awwalan Aap ne Insaf Nama ke (20) Baab likhe is ke ba’ad Insaf Nama ke tamaam Hawashi par Nuqool likhe. Aashiqaan-e-Nuqool Buzrugaun ne Insaf Nama ke (20) Baap alahedah Naql kar ke is majmua’ ka naam Hashiya Shareef rakha. Hazrat Bandagi Miyan Wali RA ne Hashiya Shareef mein Hazrat Mahdi AS, Sahaba Mahdi AS, Anmbiya’ AS aur Auliya’ RA ke farameen jama’ kiye hain in ke padhne se Deen-e-Mahdi AS ki Murad zahir hoti hai.
Written in reply to false allegations against the Mahdavia faith published in monthly magazine "Tajalli".
Translated by: Hz Faqir Syed Ziaullah Yadullahi Sahab
This book is based on excerpts pertaining to Mahdavis from the celebrated book TAZKIRA by late Maulana Abul Kalam Azad.
“Hudood-e-daira-e-mehdavia” mein ba-nisbat ehkaam ke aamal-e-sahaba zyada sarahat se bayan kiye gaye hain, agar sharah aqhida aur iske saath saath hudood-e-daira jo ke uswa-e-sahaba Rz ka ayna khana hai padhi jaye toh mazhab-e-mehdavia ke ehkaam wo aian aur sahaba Rz ke aqlaaq wo amal se acchi waqifiyat ho sakti hai aur yahi Maqsood hai is kitab ki tahreer se, iske alawa doosri gharz yeh hai ke ghair mazahib ke log bhi is kitab ko dekhen aur malum karein ke “ mazhab-e-mehdavia apne andar kya shaan rakhta hai” aur iske pairau ke aqlaaq wo aamal kis aala paye ke hain. Teesri...
This book contains the restrictions while living in the Daira. This book is also about lives of Sahaba Rz of Imam Mahdi AS.
“Hudood-e-daira-e-mehdavia” mein ba-nisbat ehkaam ke aamal-e-sahaba zyada sarahat se bayan kiye gaye hain, agar sharah aqhida aur iske saath saath hudood-e-daira jo ke uswa-e-sahaba Rz ka ayna khana hai padhi jaye toh mazhab-e-mehdavia ke ehkaam wo aian aur sahaba Rz ke aqlaaq wo amal se acchi waqifiyat ho sakti hai aur yahi Maqsood hai is kitab ki tahreer se, iske alawa doosri gharz yeh hai ke ghair mazahib ke log bhi is kitab ko dekhen aur malum karein ke “ mazhab-e-mehdavia apne andar kya shaan rakhta hai” aur iske pairau ke aqlaaq wo aamal kis aala paye ke hain. Teesri...
Translated by: Hz Syed Dilawar urf Gorey Miyan Mahdavi(RH)
Hz Shaik Mustafa Gujarati(RH) has written this book in response to the questions posed by Mullah Shaik Mubarak Nagori(RH) father of Abul Faiz and Faizi the courtiers of Emperor Akbar.
Hz Mahdi(AS) Ke Maratib Hz Nizamuddin Awliya Ke Aqeeday Mein
Mahdavi buzurgon ki mukhtasar savaneh. Is me Hazrat Mahdi Alaihis Salam ke khulafa aur sahaba ikram ke alava tabayeen aur tabe tabayeen buzurgon ka bhi zikr hai. Kul 50 se ziyada shaksiyaton ki mukhtasar savaneh darj hai.