No Image Available

Salah-wa-Islah – Urdu

$0
 Format: PDF  Author: Hazrat Abu Sayeed Syed Mahmood (RH)  Category: Advanced, Later Era Works  Pages: 188  Language: Urdu  Download
 Description:

Quran-e-majeed aur Ahadith-e-Sharifa ke Mutaliye se ye maloom hota hai ke Allah Ta’ala ne har mumin ke liye do baatein lazim farmayi hai. Ek “Salah” aur doosri “Islah”. Salah ke ye maa’ni hai’n ke Insan khud E’eman wa Akhlaq ke nur se munawwar hojaye. Islah ke ye maani hai’n ke uss nur se Insanaon ko bhi Munawar karde. Bunyadi baat “Salah” Hai kyun ke jab tak khud munawwar na ho, muneer nahi’n ban sakta. Salah ke liye Ahkam-e-Deen ka Sahih ilm hona aur akhlaq-e-adal par kar bund hona zaroori hai. Akhlaq-e-aadil ki intehaa “Tukhlifu bi-akhlaqillah” (Allah ke akhlaq paida karo) Ka Misdaq ban-na hai.

Other Books From - Advanced

Other Books By - Hazrat Abu Sayeed Syed Mahmood (RH)