Quiz 04 - Lailatul Qadr
Sign in to Google to save your progress. Learn more
Quran Shareef ke kounse Surah mein Lailatul Qadr ka zikr hai?
1 point
Clear selection
Lailatul Qadr ke kya ma'aney hain?
1 point
Clear selection
Lailatul Qadr ka doosra naam kya hai?
1 point
Clear selection
Ramzan ki kounsi taarikh ko Shab-e-Qadr hai?
1 point
Clear selection
Surah al-Qadr mein lafz "Lailatul Qadr" kitni baar aata hai?
1 point
Clear selection
Lailatul-Qadr ke barey mein Allah Ta'ala Quran Shareef mein kya farmata hai?
1 point
Clear selection
Quran ki Ayat: "Hum ne us ko Lailatul Qadr me utara". Yahan "us ko" se murad kya hai?
1 point
Clear selection
Jo shaqs Lailatul Qadr ki raat mein imaan aur ihtisaab ke saath ibadat karta hai uske  _________ gunah maaf kardiye jatey hain
1 point
Clear selection
Riwayat hai ke agar koi shaks Surah Qadr ghair Ramzan mein padhe toh issey _________ Quran padhne ka sawab milta hai, aur Ramzan mein padhe toh _________ Quran ka sawab aur agar Shab-e-Qadr mein  padhe toh ________ Quran padhne ka sawab hasil hota hai. (correct order mein blanks fill kijiye)
1 point
Clear selection
Surah Qadr ki Ayat: "Tanazzalul malaikati war Rooh". Yahan "Rooh" se murad koun hain.
1 point
Clear selection
Us raat ko aasmanon se zameen par koun utarte hain?
1 point
Clear selection
Mumineen ko iss azeem raat ke guzarney mein Dogana Lailatul Qadr ki namaz adaa karne ke alawa aur kya karna chahiye?
1 point
Clear selection
Kis maqam par Allah Ta'ala ne Hazrat Mahdi AS ko farmaya ke yeh raat Lailatul Qadr hai utho aur do rakat shukrana ada karo?
1 point
Clear selection
Pehli baar jab Dugana Lailatul Qadr ada ki gayi to jamat mein kitne log the?
1 point
Clear selection
Doosre saal Hazrat Mahdi AS ne kis maqam par Lailatul Qadr ka dugana ada kiye?
1 point
Clear selection
Hazrat Mahdi AS ne Dugana, raat ke kis hisse mein ada ki?
1 point
Clear selection
Guroh-e-Muqaddasa yani Qaum-e-Mahdavia ko jo hukm Hz Imamuna Mahdi Mauwood Alaihis Salaam Ne Dogana Lailatul Qadr Ke Mutaliq Farmaya hai wo ___________________ hai
1 point
Clear selection
Imamuna Mahdi AS ne Dugana-e Shab-e-Qadr mein kounse Surah padhe(Do correct options select karen)?
1 point
Imamuna Mahdi Mauwood AS ne Shab-e-Qadr mein Surah Qadr ki qiraat kitni baar aur kin namazaon mein farmayee hai?
1 point
Clear selection
Dugana ki namaz kis ki imamat mein padhna afzal hai?
1 point
Clear selection
Dugana ke baad Hazrat Mahdi AS ne yeh dua farmayee: "Ya Allah zinda rakh hum ko _______ bana kar aur fout kar hum ko __________ bana kar aur qayamat ke din hamara hashr __________on ke zumre me kar". (Fill in the blanks)
1 point
Clear selection
Dugana ke baad Hazrat Mahdi AS ne yeh dua farmayee: "Ya Allah bahut __________ kar ke bata dunya ko hamari nazron mein.... (Fill in the Blanks)
1 point
Clear selection
Dugana ke baad Hazrat Mahdi AS ne ye dua farmayi: "Ay hamarey Rabb, hamarey ___________ ko mat pher ____________ dene ke baad...." (Fill in the Blanks)
1 point
Clear selection
Dugana Shab-e-Qadr ada karney ke baad kya karte hain?
1 point
Clear selection
Agar Dugane ki namaz fout ho gayi (miss kar liye) to kya karna chahiye?
1 point
Clear selection
Us raat ko Jibraeel AS aur farishtey kab tak rehte hain
1 point
Clear selection
Ramzan ke 30th rozey ki sham ko agar chand nazar nahin aaya to agle din kya karna chahiye?
1 point
Clear selection
Aap ko Quiz kaise laga? Agar koi Feedback ho to dijiye.
Aap kis City / State / Country se hain? (Note: Yeh question MANDATORY / LAZIMI hai) *
Agar State / Country / 'OTHERS' select kiye to aap ki City / Town ka naam likhiye
Submit
Clear form
Never submit passwords through Google Forms.
This content is neither created nor endorsed by Google. - Terms of Service - Privacy Policy

Does this form look suspicious? Report